Typhoid khatam Karne Ya Bachne ka Wazifa
Wo aapko bukhar khatam karne bache ka wazifa batayenge jisse aapka bukhar ka masla jald se jald hal ho jayega. Agar aap ko bahot dino se bukhar araha hai toh ho sakta hai ki aapko typhoid ho. Aap turant doctor ko dikhaye aur agar aapko dawai lene ke bawjood bhi aapko koi fayda nahi ho raha toh ho sakta hai ki aap jadu ka shikar ho. Aap typhoid khatam karne bachne ka wazifa parhe aur Insha Allah, aapko bahot jald fayda milega aur aapka bukhar dheere dheere khatam ho jayega.
Agar aap ko kisi aur jismani takleef ki wajah se bukhar araha hai aur aap bukhar ki wajah se behad pareshan hai aur aapki sehat girti ja rahi hai toh aap typhoid khatam karne bachne ka wazifa istemal kare. Ye wazifa behad tez aur asardar hai aur aapko bahot jald iska asar dikhega.
Bukhar Khatam Karne ka Wazifa
Aam zindagi mein har koi kabhi na kabhi koi na koi bukhar ka shikar hota hai. Lekin agar ye bukhar badh jaye toh ye baat fikrmand hai. Agar aapko aye din bukhar rehta hai aur iski wajah se apki sehat pe asar padh raha hai toh aap bukhar khatam karne ka wazifa istemal kare. Ye wazifa aapke upar se har bimari typhoid or fever ka asar ko khatam kar dega. Aap humare molvi sahib se iska zikr kare aur wo aapko aapke bukhar aane ki wajah batayenge. Iske peeche bahot sari wajahat ho sakte hai. Kya pata aap kisi ki buri nazar ke shikar ho.
Bukhar k ilaj ka wazifa
Bukhar k ilaj ka wazifa – Agar aapke bache ko bahot tez bukhar hai aur aap dawa daru kar chuke hai, lekin aapko koi natija nahi dikh raha hai toh aap pareshan na ho. Allah Talah ne Quran paak mein har takleef ke liye dua di hai. Agar aap ko apne bukhar ka ilaj chahiye toh aap humare molvi sb. Se baat kare aur wo aap dua for fever in Quran batayenge jisse aapke bache ka bukhar kuch hi waqt mein utar jayega. Aap humare molvi sb. se phone, message ya email ke zariye baat kare. Wo aapki har takleef ka rohani ilaj batayenge. Typhoid aur bukhar ka agar ilaj na kare toh insaan ki maut bhi ho sakti hai.
Isliye aap niche diya gaya bukhar k ilaj ka wazifa parhe – Aap ye ayat “La Yarauna Feeha Shamsan Wala Zam Hareera” ko 60 baar parhe. Uske baad khud k upar ya jis bi shaks ko bukhar hai uske upar ache se dum kare aur sath hi sath ek glass ya bottle pani pe dum kare aur usko pila de. Jab tak shifa na mile tab tak aap isko roz kare.
Aurten bukhar k ilaj ka wazifa haiz ke waqt na kare. Aur paak saaf hokar is wazifa ko kare. Insha Allah, aapko kamyabi hasil hogi. Aap bilkul pareshan na ho aur bukhar ko apne upar hawi hone na de. Aap aaj hi dua for fever in Quran parhe aur iska asar dekhe.