Special Qurani Dua

Nazar Utarne Ki Dua In Quran

0
(0)

Nazar Utarne Ki Dua In Quran

Aaj ke time har ek insaan dusre insaan se jalta hain. Har insaan chahta hain ki uske pass shohrat ho daulat ho aur har tarah ki kamyabi ho. Lekin jab uske pass yeh sab nahi hota hai aur woh dusre insaan ke pass yeh sab dekhta hai to woh yeh sab bardasht nahi kar pata hain. Uske andar jalan paida ho jati hain aur woh doosre ki daulat aur kamyabi pe buri nazar lagane lagta hain taki uski buri nazar se woh insaan bhi barbad ho jaye. Aisi buri nazar se apne aap ko bachane ke liye hum nazar utarne ki dua in Quran ko kar sakte hain.

Nazar Utarne Ki Dua In Engish- Aawuzu bikalimatillahit-tammah min kulli shaytaaniw wa hammah wamin kulli aynil Aammah Nazar Utarne Ki Dua In Hindi-मैं अल्लाह के मुकम्मल के साथ हर कालीशक्ति, बुरी शक्ति और जहरीली चीज से बचने की दुआ मांगता हूँ।                                                                    

Jab kisi ko buri nazar lag jaye to usko utarna bahut zaruri hain. Kyunki agar aisa nahi hua to us insaan jisko buri nazar lag gayi hai uske liye bahut dikkat ho jayegi. Nazar utarne ki dua in Quran se yeh dikkat dur ho jayegi. Quran mein har ek dikkat ka rasta bataya gaya. Koi bhi insaan ki zindagi mein dikkat ya pareshani ho woh Quran ke andar uska raasta dhund sakta hain. Lekin jo bhi raasta usko Quran ke andar mile usko woh bilkul sahi tareeke se kare. Isiliye is nazar se bachne ki dua in Quran ko bilkul sahi tareeke se karna chahiye.

Buri Nazar Ki Dua

Jab insaan ko buri nazar lag jati hain to uski zindagi mein kuch bhi acha nahi hota hain. Usko apni zindagi mein bahut si pareshani ka samna karna padhta hain. Is pareshani se bachne ke liye woh buri nazar ki dua ko padh sakta hain. Insaan apne se zyada apne bache ke liye zyada fikarmand rahta hain. Woh apne upar to pareshani ko phir bhi bardasht kar lega par apne bache ke upar koi bhi tareeke pareshani ko dekh nahi payega. Bacho ko buri nazar bahut tez lagta hai. Aise mein apne bacho ko buri nazar se bachane ke liye hum bacho ki nazar utarne ka tarika azma sakte hain. 

Buri Nazar Ki Dua In Hindi- हर हैवान से, हर ज़हरीले और शक्तिशाली जानवर से नुकसान पहुँचाने वाली नज़र से मैं पनाह मांगता हु अल्लाह की पुरे कलिमात के जरिए।

Agar bacho ko buri nazar lag jaye to usko utar pana bada mushkil kaam hota hain. Aksar hamare dushman jo hain woh hamare bacho ko buri nazar laga dete hain kyunki woh jante hain ki jab hamare bacha kisi takleef mein hoga to hume usse zyada takleef hogi. Aise mein apne bacho pe se buri nazar ko utarne ke liye hum is buri nazar ki dua ko kar sakte hain. 

Baccho Ki Nazar Utarne Ka Tarika

Bacho ki nazar utarne ka tarika ko aisa karna chahiye :-

  • Sabse se pehla taza wuzu bana le.
  • Uske baad 6 baar Durood Shareef ko parhe.
  • Uske baad is dua ko parhe-“ Sayaslaa Naraan Zatta Laahab”.
  • Is dua ko 587 baar parhe.
  • Uske baad Dua baad Namaz ko 50 baar parhe. 
  • Uske baad apne bache ka naam ko 50 baar le jiske upar se aapko buri nazar ko utarna hain.
  • Uske baad Aytal Kursi ko 10 baar parhe.
  • Uske baad Allah SWT se dua mange.
  • Is Bacho ki nazar utarne ka tarika ko 5 din tak kare.

Aur bacho ki nazar utarne ka tarika ke bare mein kisi bhi jankari ke liye aap hum se sampark kar sakte hain. 

Other Helpful ArticlesBismillah Wazifa For Love Marriage Surah Yusuf Fazilat For Marriage Jald Visa Hasil Karbe Ke Liye Dua

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You cannot copy content of this page

× Consult Now