Zalim dushman aapka jeena dubhar kar deta hai. Aksar aapko behad pareshan karke apka har kaam bigadna hi uska maqsad hota hai. Agar aap aise zalim dushman se nijat pana chahte hai toh aap ye zalim dushman se nijat ka amal kare. Insha Allah, apko kamyabi zaroor hasil hogi aur aapki zindagi pehle se behtar ho jayegi.
Zalim Dushman Se Nijat Ka Amal
zalim dushman se nijat ka amal aap din ke kisi bhi waqt ko mukarrar karle aur roz us waqt pabandi se Surah Quraish 21 martaba parhe aur Angusht shahadat pe dum kare. Apka jo zalim dushman hai uska khayal karke angusht shahadat se uske kalb ki taraf zarb ka ishara kare.
zalim dushman se nijat ka amal ko aap ek jalse mein teen baar karke uth jaye aur agle din usi waqt phir se yahi amal kare. Is ko bila nagah chand roz tak karte rahe. Insha Allah, kuch hi waqt mein apka dushman magloob hoga aur aapko uske zulm se humesha ke liye nijaat hasil hogi.
Lekin yaad rahe is amal ko karne se pehle aapko ijazat ki zaroorat hai. Toh aap iske liye Islamic astrologer se mile aur ijazat le aur phir usko kare.
Zalim Dushman Se Nijat Ki Dua
Zalim dushman ka apne aas paas hona behad takleef de hai. Wo har mumkin koshish karta hai ki aap ko pareshan kar sake aur aapko har tarah se takleef aur azaari mein mubtala karde. Lekin aapke liye ye zaroori hai ki aap aise dushman se jald se jald apna peecha churaye. Iske liye aap zalim dushman se nijat ki dua parhe. Is dua mein bada asar hai aur ye aapko apke dushman se chutkara dilwa degi. Is tarah se aapka dushman aapki zindagi se is tarah gayab ho jayega ki wo kahi bhi dakhal andazi nahi karega.
Zalim Dushman Se Nijat Ka Taweez
Agar aapka dushman aye din aapke kaam mein nuksan pahuchata hai aur aapke khilaf logo se baatein karta hai toh aap turant iske khilaaf kadam badhaye. Aap astrologer ko poora majra bataye aur zalim dushman se nijat ka taweez le. Astrologer aapke liye aapke hisab se taweez bana denge, jisse aap apne dushman ke bure irado se bache rahenge. Aapka dushman aapko ek kharoch bhi nahi maar payega. Who aapka koi bhi nuksan nahi kar payega aur aap humesha Allah (Subhan wa taalah) ki amaan mein khud ko mehfooz payenge.
Zalim Dushman Se Nijat Ka Wazifa
Baaz waqt aapka dushman aapki choti se choti kamzori ka fayda uthana janta hai. Wo har mumkin koshish karta hai aapko peeche chorne ki, aapko duniya ke samne beizzat karne ki. Lekin agar aap apne dushman ke mansube jante hai toh aap zalim dushman se nijat ka wazifa parhe. Is wazifa ki madad se aapka dushman apne kisi bhi irade mein kamyab nahi ho payega aur wo apko kisi tarah ki zehni, maali ya jaani takleef nahi pahucha payega.
Is tarah se wo apki zindagi se bahar ho jayega aur aapka usse peecha chhoot jayega. Bilkul pareshan na ho aur is amal ko kare. Agar aapko iska fayda na dikhe toh aap astrologer se baat kare. Insha Allah, aapka sare bigadte kaam banne lagenge aur aapki zindagi aapke dushman se azad ho jayegi aur sawar jayegi.