Padhai Mein Kamyabi Ke Liye Wazifa
Har waldein chahte hai ki unka bacha padh likh kar ek kamyab insaan bane. Wo apne bache ke mustakbil ko acha karne ke liye usko ache se ache school mein dalte hai, mehenge se mehenge college mein dakhila karwate hai, lekin kayi baar bache ka parhai mein mann nahi lagta aur ma-baap ki sari mehnat zaya chali jati hai. Agar aap bhi apne bache ki kamyabi ki umeed karte hai toh aap padhai mein kamyabi ke liye wazifa kare.
Iss padhai mein kamyabi ke liye wazifa ki madad se aapke bache ka Insha Allah parhai mein mann lagega aur wo awal ayega. Kayi baar aisa hota hai ki bacha dosti aur duniyawi khel mein itna ulajh jata hai ki uska padhai se dil hi hat jata hai. Aur kisi bhi haal mein uske number ache nahi aate. Iss tarah se wo kabhi kamyab nahi ho payega. Agar aap chahte hai ki aapka bacha padhai mein kamyab ho toh aap padhai mein kamyabi ke liye wazifa zaroor parhe. Insha Allah, aapke bache ka dil dimaag dosti aur duniyawi maslo se hat jayega aur wo apne padhai mein dil lagayega aur Insha Allah awal ayega.
Imtehan Mein Kamyabi Ke Liye Dua
Agar aapka bacha bahot koshish karta hai, lekin tab bhi uski padhai samajh mein nahi ati ya aapke ustaad lagane ke bawjood bhi wo sabak nahi yaad kar pata toh aap parhai ki dua parhe. Parhai ki dua aur wazifa behad asardar aur tez tarika hai apne bache ka dimaag tez karne ka. Iss tarah se wo har sabak jaldi yaad kar payega aur har imtehan mein kamyab hoga.
Aksar dekha jata hai ki bache imtehan se dar jate hai aur sab kuch aate hue bhi paper poora nahi karte. Agar aapka bacha imtehan se darta hai ya phir paper hath mein aate hi wo sab kuch bhul jata hai toh aap imtehan mein kamyabi ke liye dua parhe. Jab ap ye imtehan mein kamyabi ke liye dua parhengi toh wo poore yakeen aur i’temad se imtehan dega aur Insha Allah kamyab hoga.
Bilkul bhi dil chota na kare, Insha Allah imtehan mein kamyabi ke liye dua se sab kuch behtar ho jayega. Aap apni pareshani ka tazkira humare molvi sb. se kare, wo aapke bache ke liye sabse wajib aur taqatwar rohani ilaj batayenge jisse aapka masla jald se jald hal ho jayega.
Parhai Ka Taweez
Parhai ki Dua Niche diya gaya hai –
Is amal ko aap har namaz ke baad kare.
Shuruat mein aap 3 martaba Durood Shareef parhe.
Uske baad 101 martaba parhai ki dua – “Ya Allaho Ya Rehmano” parhe.
Aakhir mein 3 martaba Durood Shareef phir se parhe.
Aur Allah talah apne padhai mein kamyabi ke liye dua kare.
Insha Allah, aapki dua zaroori kubool hogi aur aap har baar apni class mein awal ayenge.
Is amal ko waldein bhi kar sakte hai aur apne bache ki padhai ke liye dua kare. Aap humare molvi ji se parhai ka taweez bhi le le. Parhai ka taweez ke zor se bhi aapka bacha padhai mein dilchaspi lega aur Insha Allah uske ache number ayenge. Poore akeede aur neik niyat se amal ko kare, aapko bilkul kamyabi hasil hogi aur aapki dua kubool hogi.