Kamyabi Ka Amal aur Wazifa – Har Maqsad Mein Kamyabi Ki Dua

Kamyabi Ka Amal

Kya aap apni zindagi mein bahot kuch karna chahte hai? Kya aap ka koi maqsad hai jo bahot dino se poora nahi ho raha? Kya aapke kuch kaam hai jo bahot koshish karne ke baad bhi ruke hue hai aur aapko kamyabi hasil nahi ho rahi? Kya aap apni nakamyab zindagi se pareshan hai? Agar ha toh aap ko kamyabi ka amal karein.

Iss kamyabi ka amal ko karne se aapke sare ruke huye kaam aur bigde huye kaam ban jayenge. Har maqsad mein kamyabi ki dua aapke bante hue kaamo ko poore hifazat se poora karegi aur aapke har maqsad mein aapko kamyabi dilwayegi. Insha Allah, ye har maqsad mein kamyabi ki dua padhne se sare band raste khud ba khud, Allah (swt) ke rehmo-karam se khul jayenge.

Har Maqsad Mein Kamyabi Ki Dua

Kayi baar aisa hota hai ki hum kitni bhi koshish karle humare karobar mein wo tarakki aur barkat nahi ati jo hum chahte hai. Agar aap bhi apne karobar mein kamyabi chahte hai, lekin kisi bhi wajah se aapko kamyabi nahi mil rahi toh aap mayus na ho. Aap har maqsad mein kamyabi ka wazifa parhe aur Insha Allah, iss wazife ki madad se aapke karobar mein din dugni, raat chaugna izafa hoga aur aapke har maqsad ko anjaam milega. Ye har maqsad mein kamyabi ka wazifa bahut hi asardar rohani ilaj hai apke bigde huye kamo ko sawarne ka.

Har shaks ki zindagi jeene ke koi na koi maqsad hota hai. Koi naukri mein kamyabi chahta hai, koi karobar mein, koi parhai mein kamyab hone ki khwahish rakhta hai toh koi logo ke dilo mein kamyab hona chahta hai. Aap apna maqsad humare molvi ji ko bataye aur wo aapke liye sateek aur wajib rohani ilaj bata denge. Beshak aapki pareshani dusro se mukhtalif hogi aur iske liye aapko personally molvi ji se baat karni chahiye. Wo aapke mutabik aapko har maqsad mein kamyabi ka amal bata denge. Insha Allah, aapki har arzoo poori ho jayegi.

Maqsad Mein Kamyabi Ka Amal

Har maqsad mein kamyabi ke liye amal ye hai:

  • Taza wazu karle.
  • Aur ek sada kagaz apne hath mein aur choti choti parchi bana le.
  • Aur parchi mein “Ya Rehmano Ya Raheemo” likhe.
  • Likhte jaye aur in lafzo ko dohrate  bhi jaye.
  • Inn parchiyon ko apne ghar mein har jagah, kamro mein har jagah, karobar ki jagah pe rakhe.
  • Jume ke roz aap ye dua 100 martaba parhe aur jaha jaha parchi rakhi hai waha pe jaye aur dum kare.
  • Iss kaam ko har juma ko kare 11 hafton tak.
  • Aur Allah Talah se apne kamyabi ki dua kare aur wazifa padhe.
  • Insha Allah, aapko pehle teen hafte mein hi iska fayda nazar aane lagega aur dheere dheere aapka maqsad apne anjaam tak pahuch jayega.

Kamyabi Ka Wazifa

Agar 3 hafte mein aapko fayda mehsoos na ho toh aap humare molvi sb. se turant iske mutalik baat kare. Wo aapke liye aapke mawafik kamyabi ka wazifa batayenge jisse aapki pareshani jald se jald hal ho jayegi. Islam mein aapki har takleef ka hal hai. Aap bas isko poore yakeen aur akeede se kare, aur Insha Allah, aapko iska fayda Allah (Swt) jald se jald dega.

Apne har maqsad ki kamyabi ke liye aap har kaam mein kamyabi ka wazifa parh sakte hai. Apka kaam zaroor ban jayega.

Leave a Comment

× Consult Now