Jinnat, Shaitan Ko Door Bhagane Ka Tarika, Amal Aur Taweez

Hazrat Aisha (Razi Allah Anha) farmati hai ki jab Rasulullah (Sallaho Alaihi Wasallam) raat ko apne Mubarak bistar pe tashreef le jate thai toh apni dono hatheliyon ko mila ke Quran-e-pak ki aakhri teen ayatein parhte thai aur apne upar dum karte thai. Apni hatheliyon ko apne jism Mubarak pe aur jaha jaha haath jata hai waha fer lete hai.

Jinnat, Shaitan Ko Door Bhagane Ka Tarika

Jinnat, shaitan ko door bhagane ka tarika yaha diya hai –

         Aap is amal ko din mein kisi bhi waqt teen martaba kare.

         Aap dono hatheliyan jod kar Surah Ilkhlas, Surah Falaq aur Surah Naas parhe.

         Aur apne upar dum kare aur jaha jaha hath jaye pher le.

         Insha Allah, aapke aas paas shaitan bhatkega bhi nahi.

Shaitan Ko Door Bhagane Ka Amal

Aksar shaitan aapko wargala deta hai aur aapko bhatkane ke naye naye mansube dhund leta hai. Agar aap deen ki raah pe chal rahe hai toh shaitan har mumkin koshish karta hai ki wo aapke andar waswase daal sake. Wo chahta hai ki aapko har mumkin pareshan kare taki aap Allah (swt) ki raah pe sache dil se na chal paye. Lekin aap ke paas sabse umda tarika hai shaitan ko door bhagane ka. Aap shaitan ko door bhagane ka amal kare aur In Sha Allah, shaitan aapke kisi kaam mein dakhal andazi nahi kar payega.

Jab Allah ka kalam parha jata hai toh shaitan us jagah se koso door chala jata hai. Shaitan ke kaan ye sun nahi pate, shaitan ki nazre ye bardasht nahi kar pati aur wo waha se bhag jata hai. Agar aap shaitan ko door bhagane ka tarika karenge toh shaitan aapko kabhi pareshan nahi kar payega. Agar aapko lagta hai ki aapka case thoda alag hai toh iske liye aap hamare Islamic astrologer se baat kare.

Shaitan Ko Door Bhagane Ka Taweez

Aap astrologer ko apne mutalik sari baatein bataye aur wo aapke liye wajib tarika batayenge. Wo aapko shaitan ko door bhagane ka taweez bhi denge. Agar aapko koi jinnat pareshan kar raha hai toh uska bhi hal hai astrologer ke paas. Aap bina ghabraye apni baat rakhe. Pareshan na ho aapki koi baat bahar nahi jayegi. Astrologer aapki har mumkin madad karenge aur aapko is takleef se nijaat dilwayenge. Wo aapko shaitan ko door bhagane ka tarika batayege.

Shaitan Ko Door Bhagane Ka Amal

Kayi baar aisa hota hai ki jinnat apke upar ajate hai aur apko kisi haal mein chor ke jane ko razi nahi hote. Agar aapke upar ya ghar mein koi jinnat hai jinse aapko chutkara pana hai toh behtar hai ki aap jinnat ko door bhagane ka taweez le aye. In Sha Allah, wo apke paas se bahot door chale jayenge.

Islam aur hadith mein aapki har pareshani ka hal hai. Zaroorat hai toh bas usko sahi dhang se jaanne ki. Agar aap ko iske bare mein zyada nahi pata toh beshak aap astrologer ki madad le. Isme koi sochne wali baat nahi hai. Aur aap bilkul pareshan na ho. Shaitan jinnat ki koi hasti nahi dua aur wazifa ke aage. Aap bas shaitan ko door bhagane ka tarika kare jaise aapko astrologer ne karne ko bola hai aur khud hi kuch waqt mein fark mehsoos kare. In sha Allah, sab behtar ho jayega.

Leave a Comment

× Consult Now