Jinnat satan ka ilaj – Quran se amal
Aap kisi aalim ki nigrani mein kare aur isko karne se pehle aap ijazat zaroor le aur agar khud kar rahe hai toh iski zimmedari apne upar le. Ye amal behad mushkil hai aur aapko isme aamil hona behad zaroori hai. Itna yaad rakhe ki iski jo bhi sharte ho unko poora zaroor kare. Jinnat satan ka ilaj – Quran se amal ki madad se aap jinnat ho ya satan unka rohani taur pe ilaj karne mein kamyab honge aur wo aapko dobara kabhi pareshan nahi karenge.
Iski kuch sharte hai, pehle unko dekh le –
- Abadi se door kahi tanhayi ki jagah pe ye amal karna hoga.
- Safed libas pehne aur achi se achi khusboo lagaye.
- Sabse pehle Islamic astrologer ne jaise bataya hai waise hisar zaroor khich le. Hisar aapki hifazat ke liye hai, isliye isko banana behad zaroori hai.
- Aur poore tawajjo ke sath isko kare, kyuki agar aapka dhyan bhatka toh amal tut jayega.
- Jinnat satan ka ilaj Quran se tarika niche diya gaya hai:
- Aap Isha ki namaz ke baad 7 martaba Surah Rehman parhe.
- Aur aapko isko 40 roz tak isi taah se parhe.
- Aur aapke kamre mein koi bhi dakhil na hone paye.
- Amal ke dauran tarak e jamali wa jalali dono se bache aur agar kuch bhi darane wala nazara aye toh khauf na khaye.
- Hisar ki wajah se koi bi aapko kuch bhi nuksan nahi pahucha payega.
- Iske baad 40 roz me Insha Allah, aapko jinn aur satan se nijat hasil hogi aur aap ka ilaj ho jayega.
- Phir dua kare Allah (Swt) se aur muakkilo se ki ye jinn aapko pareshan kar raha hai. Insha Allah, jinnat aapki zindagi se bahut door chala jayega.
jinnat satan ka ilaj – Quran Se taweez
Agar aapko shaitan ya jinn bahot pareshan kar rahe hai aur aap ko akela nahi chor rahe toh aap jinnat satan ka ilaj Quran se taweez bhi banwa sakte hai. Taweez aapki poori hifazat karega aur aapko sari buri shay se bachayega. Aap is taweez ko hamare Islamic astrologer se hasil kare. Wo aapke liye aapki pareshani jaan kar aapke mutabik taweez bana denge, jisse aap jinn ya satan se azad ho jayenge aur wo aapko kisi bhi tarah se pareshan nahi kar payenge.
Agar aapko jinnat ya satan baar baar satate hai toh aap Surah Rehman se jinnat ko jala sakte hai. Ye amal thodi zyada mehnat maangta hai, lekin iska asar behad tez hai. Aap ko agar satan bahot pareshan kar raha hai toh aap uske liye bhi taweez le. Ye taweez apko satani asraat se har baar bachayega aur aapki zindagi mein uski wajah se jo bhi pareshani hai wo apne aap hi khatam ho jayegi.
Satani ya jinnat asar hona achi baat nahi hai. Agar aapko kuch pareshan kar raha hai toh aap iske liye astrologer ki madad sabse pehle le kyuki is mamle mein unse behtar raye aapko koi nahi de sakta. Wo apko dua parhne ke tarike se lekar taweez tak bana ke de denge aur aapki pareshani Allah ke fazal se jald se jald door ho jayegi.