Har Kaam Mein Kamyabi Ki Dua
Kya aap ki zindagi mein bahot sari pareshaniyan hai? Kya aapka koi kaam nahi ban raha hai? Kya aap ko apne kisi bhi kaam mein kamyabi hasil nahi ho rahi hai? Kya aap jab bhi fayda karne ki sochte hai aapko nuksan ho jata hai? Agar aapko aisa lagta hai ki aapki zindagi se barkat bilkul khatam ho gayi hai aur aapko sirf nakamyabi hath lag rahi hai toh aap har kaam mein kamyabi ki dua parhe.
Ye har kam mein kamyabi ki dua aapki zindagi ko naye mayne degi aur Insha Allah, bahot jald aapko apne har kam mein kamyabi milne lagegi. Aaye din har insaan ki zindagi mein koi na koi masla paida hota rehta hai. Jaise ki aapki rozi ka masla, shadi ka masla, dawa daru ka masla, ghar kharch ka masla, ye sare masle har shaks ki zindagi mein aate jate rehte hai lekin baaz waqt aisa hota hai ki aapko har masle mein haar milti hai, nakamyabi hath lagti hai. Agar aapki har koshish ke baad bhi aapko kisi cheez mein khushi ya kamyabi nahi mil rahi toh aap jald se jald Har kam me kamyabi ka wazifa parhe. Insha Allah kam me kamyabi ka wazifa aapke sare masle hal kardega.
Har Kaam Mein Kamyabi Ka Wazifa
Kabhi kabhi aisa hota hai ki kisi ne aapki kismat pe bandish laga di hoti hai jiski wajah se aap jo bhi karte hai wo nakaam ho jata hai. Agar apko lagta hai ki pehle aapki kismat achi thi aur ab kharab ho gayi toh aap humare molvi ji se baat kare. Wo pata karenge ki aapke upar kala jadu ke asraat hai ya nahi aur uske baad aapko uss kale jadu ko khatam karne ka upaye aur kamyabi ka wazifa bata denge.
Insha Allah, kamyabi ke wazifa aur dua se aap iss takleef se azad ho jayenge. Aur agar aapke upar koi kala jadu nahi hai toh aap molvi ji aapki takleef ke hisaab se aapke liye zindagi mein kamyabi ki dua bata denge.
Zindagi mein kamyabi ka dua wazifa niche diya gaya hai:
Iss wazife ke liye aapko raat ko uthna padega.
Sabse pehle taza wazu karle.
Aur tahajjud ki namaz parhe.
Uske baad ja-namaz pe baithe rahe aur aapne samne ek chirag jala le.
Chirag ko aise rakhe ki uski poori roshni aapke upar pade.
51 martaba Ayat-ul-Kursi parhe
Aur chirag ke bujhne tak baithe rahe.
Dusre din chirag ka jala hua saman apne kaam ki jagah pe daal de.
Iss amal ko aap 21 din tak kare.
Insha Allah, jald hi sab kuch thik ho jayega
Zindagi Mein Har Kam Me Kamyabi Ka Amal
Zindagi mein har kam me kamyabi ka amal behad asardar tarika hai aur iski madad se aap apni har pareshani aur nakamyabi se nijat hasil kar sakte hai. Aap iski taweez bhi humare molvi ji se le sakte hai. Agar aapka nikah ruk gaya hai ya ghar mein rozi kam ho gayi hai, bache nahi ho rahe ya bimari lag gayi hai, Insha Allah, aapki har pareshani ka hal ho jayega aur aapki zindagi pur sukoon aur khush gawar ho jayegi. Toh aaj hi iss zindagi mein har kam me kamyabi ka amal ko kare aur agar aapko fayda na mile toh turant molvi ji se contact kare.