Aaj ke waqt mein har insaan kisi na kisi baat se dukhi hai. Koi na koi cheez usko pareshan kar rahi hai aur tamam duniya mein kisi ke paas uska hal nahi. Lekin jisne jinn aur insaan banaye, beshak Uske pass aapke har gham aur takleef ki dawa hai. Jab aap Allah (swt) se apne dukh aur pareshani se chutkara pane ki dua karenge toh beshak aapko shifa milegi. Har gham or pareshani se nijat ki dua bahot asardar hai. Ye Har gham or pareshani se nijat ki dua aapko aapki takleef se turant azadi dilwane mein kamyabi degi.
Har Gham Or Pareshani Se Nijat Ki Dua
Kahi koi apne karobar se pareshan hai, toh kisi ke paas apne ghar ki pareshani hai, koi apni sehat ke liye gham karta hai toh koi apne shadi ke gham se behaal hai. Har koi kisi na kisi takleef mein mubtila hai. Halaki aapke paas apne gham aur pareshani ke liye rohani ilaaj hai. Isko karne se aapki har takleef Insha Allah, khatam ho jayegi. Sabse achi baat is wazifa ki ijazat aam hai aap har gham or pareshani se nijaat ka wazifa parhe aur kuch hi waqt mein Allah (Swt) aapko har takleef se bari kar dega aur Insha Allah, aapki zindagi khush haal aur sukoon se guzar jayegi.
Har Gham Or Pareshani Se Nijaat Ka Wazifa
Agar aapka dushman ya aapse koi jalne wala hai. Jo aapki zindagi mein tamam tarah ke mushkilaat paida kar raha hai. Toh aap iske liye bhi ye wazifa parh sakte hai. Jab aap ye wazifa parhenge toh aapke raste ki har takleef apne aap hi khatam ho jayegi. Har gham or pareshani se nijaat ka amal yaha pe diya gaya hai –
- Aap is amal ko din aur raat mein karenge.
- Jo shaks Allah ke is naam ko 29 martaba yaad karega, Allah Paak us parhne wale ke har gham ko door kar denge aur sari aafton aur balaon se mehfooz rakhenge.
- “Ya Muhai Meno”
Har Gham Or Pareshani Se Nijaat Ka Amal
Agar aap ko is amal ko karte hue 7 din ho gaye aur aapki pareshani mein koi kami nahi ayi toh aap hamare maulana Sahib se baat kare. Wo aapki baat sunke aapke liye taweez bhi bana denge, jisse aapki har takleef ke asraat dheere dheere kam ho jayenge. Yaad rahe koi bhi pareshani itni badi nahi ki duaon se khatam na ho sake. Aap saaf dil aur neik neeyat se dua ko parhe, Insha Allah, aapko kamyabi hasil hogi.
Aksar aisa hota hai ki hum apne gham mein itne doob jate hai ki aage piche ki sochna bhul jate hai. Aap apni takleef mein Allah (swt) ko yaad kare aur Wo aapka sath kabhi nahi chorega. Aap bilkul pareshan na ho. Allah Talah jise chahta hai usi ko azmayish mein dalta hai. Aapki har pareshani khatam ho jayegi. Zaroorat hai toh bas poore yakeen se amal karne ka. Astrologer se taweez le kar usko saaf dil se pehen ne ka. In sha Allah, aapke gham aur pareshani ki umar apne aap hi choti ho jayegi. Aur aapki zindagi pehle ki tarah khush gawar aur taazi ho jayegi aur sari balayein aapko chor ke chali jayengi.