Protection Wazifa and Dua

Dushman Se Hifazat Ki Dua, Wazifa – Dushman Se Mehfooz Rehne Ki Dua

0
(0)

Is duniya mein shayad hi aisa koi shaks ho jisse koi jalta na ho, ya jiska koi dushman na ho. Chahe aap jitney bhi ache ho, duniya mein koi na koi aapka dushman baitha hai jo aapka bura chahta hai. Agar aap ki nazar mein aisa koi dushman hai aapka toh zaroori hai ki aap dushman se hifazat ki dua padhe. Iske sath hi aap Rabul Alimeen ke aman mein rehne ki chahat zahir karein. Jab aap ye dushman se hifazat ki dua parhenge toh aapka dushman aapko kisi bhi tarah ka nuksaan nahi pahuchayega, aur Insha Allah, aap aman se rahenge.

Dushman Se Hifazat Ki Dua

Aksar aisa hota hai ki aapka dushman aap ko tabah karna chahta hai aur aapko behad takleef dena chahta hai. Agar aapka dushman aapke kuch na karne ke baad bhi aapko takleef pahucha raha hai aur aapko har taraf se pareshan kar raha hai toh aap Allah swt ki aman mein rehne ki dua kare aur wazifa parhe. Ye wazifa aapko apke dushman ka dimaag aur dil badalne mein madad karega. Aap dekhenge ki wo apko kisi tarah ki chot pahuchane mein nakamyab ho jayega aur aap humesha uske samne hifazat se rahenge.

Dushman Se Hifazat Ka Wazifa

Agar aap ka dushman aapke upar ziyadati kar raha hai aur aap ke lakh rokne par bhi nahi ruk raha balki aapke aman ka jawab bhi vaar se de raha hai toh aap pareshan na ho. Aap dushman se hifazat ka wazifa kare. Ye dushman se hifazat ka wazifa behad asardar hai aur aapko aapke dushman ke chungal se bahar nikal dega. Aapke dushman ki koi bhi ziyadati asar nahi karegi aur aap beshak Allah (swt) ki hifazat mein rahenge.

Dushman Ke Shar Se Hifazat Ki Dua

Aap bilkul pareshan na ho, aapke upar hui ek ek ziyadati ka badla beshak Allah (Swt) aapke dushman se legein. Bas aap unse dushman ke shar se hifazat ki dua karte rahe. Aap chahe toh dushman ke shar se hifazat ka wazifa bhi kar sakte hai. Ye apko apke dushman ki har buri soch aur harkat se hamesha ke liye mehfooz kardega, Subhan Allah.

Dushman Se Hifazat Ki Dua

Agar aap chahe toh is bare mein sabse pehle Islamic astrologer se baat kare. Astrologer se baat karenge toh aapke maqsad ko ek behtar rasta milega. Wo aapke liye Quran se amal layenge aur aapko behtar se behtar hal batayenge. Aap unse apne dushman ke kiye hue vaar ke bare mein baat kare aur phir unki raye jaane. Aap unse dushman ke shar se hifazat ka wazifa jan sakte hai. Ye wazifa behadd asardar hai aur ye apka dushman se mehfooz rehne ki dua ko mukamal karne me aapki madad karega, ameen!

Dushman Se Mehfooz Rehne Ki Dua

Dushman se mehfooz rehne ki dua mangne ka wajib tarika niche diya gaya hai –

  • Aap is amal ko subah aur sham do waqt kare.
  • Aap is Durood ko 7-7 martaba dono waqt parhe –
  • “Allah Humma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Sahibil Farqi Wal FurqaniWa Ja Mi’ il Wa Ra Ki Wa Munzilihi Min Samayil Qur’ani Wa Ala Ali Muhammadiw Wasalamun”
  • In sha Allah, aap apne dushman se humesha hifazat aur aman mein rahenge
  • Aur agar aap ke dil mein badle ki niyat hai toh aapka badla Allah (swt) aapke dushman se lenge.

Agar aapko 7 din mein is amal ka asar na mile toh aap Islamic astrologer se turant baat kare. In Sha Allah, aap ko kabhi bhi apne dushman ki taraf se pareshan hone ki zaroorat nahi hogi. Aapke har kaam jo aap ke dushman ki wajah se bigde hai wo apne aap ban jayenge.

Various Other Articles –

Bure Sapne Ya Khwab Se Bachne Ka Wazifa

Dua And Wazifa To Destroy Jinn

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You cannot copy content of this page

× Consult Now